Ek aur baat mani
Ek aur baat mani
Ek aur zakham khaya
Khud hum ne apne hathoon
Dil ka diya bujhaya
Hum bhi the kitne nadaan
Kaisa freeb khaya
Aandi main hum ne apne
Dil ka diya jalaya
Kabhi aye dil zubaan par
Koy shikwa na lana
Mohabbat k moqadar main
Likha hay umar bhar
Aansu hi bahana
Hay roshani k piche
Lakhon ghamon ka saya
Aandi main hum ne apne
Dil ka diya jalaya
Hain yun armaan dil main
K hoon kaydi kafas main
Tumain ab bhul jana
Naheen hay apne bas main
bhala deen ge kahan tak
Dil pe pehra sangdil
Duniya ki rasmain
Tum aur yaad aye
Jitna tumain bhulaya
Humain yeh kiya khabar thi
Tumain khona pare ga
Tumain apna bana k
Dil laga k
Aik din rona bhi pare ga
Joothi hansi ki khatir
Ashkoon ko hay chupaya
Aandi main hum ne apne
Dil ka diya jalaya
More Urdu Poetry:
- Mai Kaise Rok Dun Apne Thirakte Mai Kaise Rok Dun Apne Thirakte Kadamon Ko; Ishara Hai...
- Tujhey pyaar ki kasam hay Tujhey pyaar ki kasam hay Mera pyaar ban k aaa...
- Ankhon main aansuo ko ubharnay na Ankhon main aansuo ko ubharnay na diya, Mitti pe motiyo...
- Kiya Baat Kahon Un Ankhoon Ke Kiya Baat Kahon Un Ankhoon Ke Jin Ankhoon Pey Main...
- Jhotay Ilzaam Jhotay Ilzaam Meri Jan Lagaya Na Karo Dil Hai Nzuk...
- Shayad main zindagi ki sehar leke aa gaya Shayad main zindagi ki sehar leke aa gaya, Kaatil ko...
- Chahat Ki Mehfil Chahat Ki Mehfil Main Bulaya Hai Kisi Ne, Khud Bula...
- Apni Raato?n Ki Fursato?n Main Main Apni Raato?n Ki Fursato?n Main Tujhy Manao?n Tou Maan...
- ishq ne rula diya Ishq ne humien rula diya, Jis par par marte they...
- Aasman Samjh Main Nahi Aata Kabhi Jami Kabhi Aasman Samjh Main Nahi Aata Is Dil...
- Dagh_e_dil humko Dagh_e_dil humko Yaad ane lage Loog apne diye Jalane lage...
- Mujhe rone do Paana bahut kuch chahta hoon magar Bas aaj khud ko...
Advertisement














