Advertisements




Koi Khawb ho ya Azaab Ho

Agar ae sanam teri zulf mein mere nam ka koi phool hai
to kbhi kbhi yun hi besabab tera roothna b qabool hai

jise chaho us ki dua kro, jise chaho us se wafa kro
yhi ishq waalon ki shart hai, yhi ulfton ka usool hai

arre jis k piar ne dosto mujhe sher kehna sikha dia
agar us ki bat na ho ske to yeh shaaeri b fuzool hai

sre sham tere tamam khat, teri hr nishani ko dekhna
meri zindgi ka mizaj hai, meri chahton ka wasool hai

wo nhi hai to mre dosto shab e chodhween b udas hai
yeh jo jhilmilati hai chandni, yeh to us k qadmon ki dhool hai

teri aas mein ho racha hua, teri zat se ho jura hua
koi khwab ho ya azab ho, meri jan mujh ko qabool hai…!

More Urdu Poetry:

  1. aina kyun na dun k tamasha kahen jise aina kyun na dun k tamasha kahen jise aisa kahan...
  2. Dosto Se Kuchh Kaam Ab Hamen Bhi Aa Pada Hai Dosto Se Kuchh Kaam...
  3. Tarha tarha ka azaab kiyon Yeh zara zara si baat per, Tarha tarha ka azaab...
  4. Sukoon Milta Hy Jab Un Sy Baat Hoti Hy Sukoon Milta Hy Jab Un Sy Baat Hoti Hy Hazaa...
  5. Har Yado Mai Usi Ki Yad Rehti Hai Har Yado Mai Usi Ki Yad Rehti Hai Meri Ankho...
  6. apnay naram hathon say sham k ujalon per apnay naram hathon say, koi baat...
  7. Meri Aankhon Se Khuwab Dekho Jo Meri Aankhon Se Khuwab Dekho To Aik Shab Bhi...
  8. Kuch Is Tarah Se Kuch Is Tarah Se Uljhe Hum Apni Uljhano Me Khudi...
  9. Woh Dilli Chali Gayi Jise Dil Diya Woh Dilli Chali Gayi Jise Pyar Kiya...
  10. kabhi kabhi Kabhi kabhi mery dil main khyal aata hai ajab na...
  11. Har Subah Teri Muskurati Rahe Har Subah Teri Muskurati Rahe Har Sham Teri Gungunati Rahe...
  12. Mere Wujood Mein Waffa Ki Roshni Mere Wujood Mein Waffa Ki Roshni Utaar De, Phir Itna...
  13. Tum Mere Naam Hi Karna.. teri subhai bhi meri hai teri shame bhi meri hai...
  14. Har Subah Teri Muskurati Rahe Har Subah Teri Muskurati Rahe Har Sham Teri Gungunati Rahe...
  15. Aankhain Bhi Ek Dariya Yeh Aankhain Bhi Ek Dariya Bahati Hain Sab Jaanti Hoon...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • I’m Going To Spend Valentine’s Day February 8, 2012
    I’m Going To Spend Valentine’s Day With My ” eX . . . Box 360 ” … […]
  • Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho February 8, 2012
    Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho Ke Rooth’tay Ho Kubhi Aur Manaanay Lagtay Ho Gila Tou Ye Hai Ke TUM Aatay Nahee Kubhi Laikin Jub Aatay Bhee Hou Tou Foran Hee Jaanay Lagtay Ho Ye Baat Jhon Tumhari Mazaaq Hai Ke Nahi ? Ke Jo Bhee Ho Ose Tum Aazmaanay Lagtay Ho Tumhaari Shaayari Kia Hai Bhala, Bhala Kia Hai ? Tum Apne Dil Ki Udaasi Ko Gaanay Lagtay H […]
  • Kyun na gharoor karoon mein apne aap par February 8, 2012
    Kyun na gharoor karoon mein Apne aap par, Mujhe us ne chaha, jis k chahne wale Hazaaro thay .! … […]
  • Hum ne aese ujaar di jese.. February 8, 2012
    Hum ne aese ujaar di jese, Zindagii Baap ki kamayi ho.. … […]
  • If she is an apple and you are an orange February 8, 2012
    If she is an apple and you are an orange, celebrate your differences, Make a great fruit salad Love is not about being the same, Its about being sweet with each other. … […]
  • Apne pyare nabi ko sunaon ga February 7, 2012
    Beeta hai jo mere upar Apne pyare nabi ko sunaon ga Darood partha hua jab mein madine jaoga Rootay rootay apna haal sunaao ga Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga Ae kash mujhe mout a jaye Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga Apnay gunaho ko bakshavnay kay […]
  • Tumhara Dil Jo Hai Janaa, Humare Naam Ker Daina February 7, 2012
    Tumhara Dil Jo Hai Janaa Humare Naam Ker Daina Zaroorat ger Pari Mujh Ko To Main Kuch Or Mangon ga Na Jaan Maangon ga Na Pehchaan Mangon ga Choti Si Guzarish Hai Tumhara Sath Maangon ga Ager Naraaz Ker Doge Main Tum Se Rooth Jaon Ga Bulana B Ager Chaho To Wapis He na Aaon ga Main Hasaas Larka Hon Mera Dil Toot Jayega Bohut Rona B Aayega Ager Tum Maan Jaoge K […]
  • Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. February 7, 2012
    Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. ye haadsa bi meri jaan kabhi to hona tha.. Woh muje torr ke phir jorta raha aksar.. main uske waaste jaise koi khilona tha.. Humen kahin na kahin to bichar hi jana tha yei haadsa meri zindagi mei aana tha Woh shaks mujhe saari umar tarse ga.. Naseeb uska “ke usne muje ganwana tha” … […]
  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]