Masroof ho shayed

Masroof ho shayed..

bohat masroof ho shayed,

hamari yaad bhi tum ko,

nahi aksar satati ab,

bichharnay tak say milnay ka,

koi wada nahi kartay,

koi khat bhi nahi llikhtay,

gila karna tou chahtay hain,

tumhari bay rukhi ka hum,

mager is kay liye kuch waqt bhi darkaar hota hay,

jo tum ko mil nahi sakta,
bohat masroof ho shayed.

send poetry

Ghazal Shayari
November 21st, 2010

10 comment

  1. very niceeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee

  2. bht niceeeeeee hy03135917490

  3. this is shayari is very nice

  4. woh badal gaya ham nigah to kiya hua faraz bohat se log zinda hain mohabbat ke bager

  5. usay yakin nahi ke main jaan de paon ga

    faraz

    mujhe yeh khoof hai ke k roye ga bohat azma kar mujhe

  6. Ghazal
    Meri sochon ka koi kinara na tha
    jise hamne chaha woh kabhi hamara na tha
    mein uski maohabbat mein youn took kar bikhra
    doosra koi mujhe sametne wala na tha
    woh shakhs muhe zakham pe zakham deta raha
    dil ne kabhi usi ke siwa kisi or ko pukara na tha
    ab is jeene se moot hi behtar hai fjillani
    uski mohabbat mein haar ke jeena gawara na tha

  7. Ghazal

  8. agar acha he lagta hai,mera marr jana to ek tarkeeb aeaz hai……………….laga kar zehar hotoon per, meri banhoon mein aa jana…

  9. har taraf hai ronak bus 1 teri hi hai kami……………zindagi,,,,,,,,,,,,,sard mosam….. halky badal…..or ye udas ,,,december,,,ki tanhai…………………………………………..(naz)

  10. Aye Muhabbat tara anjam par rona aya, Jaana kyun aj tara naam par rona aya, Jab ho raha tha zamana ma Muhabbat ka zikar, Mujha apna dil-e-nikam par rona aya

Comment here

Your Comment: