Nafraton ko Dil mein pala na karo

Nafraton ko Dil mein..

“Kuch apni galtiyoun ka azala kro Wasi,
Yun Nafraton ko Dil mein pala na karo Wasi,
Seedha sa ik sawal hai seedha jawab do,
Yun Muskura k Mujh ko na tala karo Wasi,
Alfaz gira dete hein Jazbat ki Qeemat,
…Jazbat ko Lafzon mein na dhala karo Wasi,
Sambhle hue logon ke girne ki Fikar choro,
Jo gir rahe hein unko Sambhala karo Wasi”


send poetry

Ghazal Shayari
November 21st, 2010

4 comment

  1. hahahahaha

  2. woh badal gaya ham se nigah to kiya hua faraz bohat se log zinda hain mohabbat ke bager

  3. usay yakin nahin ke main jaan de paun ga

    Faraz

    mujhe yeh khoof hai kroye ga boha azma kar mujhe

  4. (Ghazal)
    meri sochon ka koi kinara na tha
    jise ham ne chaha woh kabhi hamara na tha
    main uski mahabbat mein youn toot kar bikhra
    k doosra koi mujhe sametne wala na tha
    woh shakhs mujhe zakham pe zakham deta raha
    dil ne kabhi usi ki siwa kisi or ko pukara na tha
    ab iss jeene se moot hi behtar hai fjillani
    uski mahobbat mein mujhe haar kar jeena gawara na tha

Comment here

Your Comment: