Tera “Juda” hona

Khawab posh aankhon me,
Aansuon ka bhr jana,

Hasraton k sahil per,
Titliyon ka marr jana,

Habs ki hawaon me,
Khushbuon ka darr jana,

Dil k garm sehra me,
Hashar hi barpa hona,

Dard la-dawa hona,
Kya bohat zruri tha,

youn tera “Juda” hona.
Kya bohat zruri tha…!!

Share it!
Tera “Juda” hona
0 votes, 0.00 avg. rating

More Urdu Poetry:

  1. Mera Tujh Se Juda Hona Zarori Mohabbat Se Reha Hona Zarori Hogia Hai Mera Tujh Se...
  2. Juda Hona Hi Thehra To Juda Hona Hi Thehra To Gilay Kaisay Shikayat Kya Juda...
  3. bas k dushwar hai har kam ka asan hona bas k dushwar hai har kam ka asan hona admi...
  4. Subah Juda Hai Subah Juda Hai, Raat Juda Hai Apni To Her Baat...
  5. Kabhi Wo juda Yunhi ranjishon main guzer gaye..! “Kabhi Wo khafa..! “Kabhi Main...
  6. Yahan Hona Nahi Kaafi Yahan Hona Nahi Kaafi Yahan Ban?na Bhi Parta Hy Chalo...
  7. Tu juda howa tujh ko kis phool ki nishani don..! tu juda aisy...
  8. Tum Khud Ko Juda Phool Shaak Se Bichre To Kaheen Ka Nahi Rehta “Faraz”...
  9. Pareshan Tum Nhi Hona Mere janey pe Ae Jaana?n !! Pareshan Tum Nhi Hona...
  10. Mujh Say Juda Na Tha So Doorion Par Reh Kar Be Wo Mujh Say Juda...
  11. Dil Mera Tuttna Dil Mera Tuttna Te Akhan Ohdiyan Ne Vi Rona, Neend...
  12. Ek kaam kr jana Tum jao humse door to ek kaam kr jana Kch...
  13. Haseen Ek Raat Chahiye Ek Doje K Ho Jain Hamein Aisi Haseen Ek Raat...
  14. Tera maqam Wo jo dil mein tera maqam hai Kisi aur ko...
  15. Ishq-o-Muhabbat Ye Ishq-o-Muhabbat ki Riwayat bhi Ajab hai Paana bhi Nhi...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Next: »

Search Poetry

urdu poetry dictionary love shayari romantic shayari sad shayari



RSS Shayari