TumhEn jO yaad rakha
TumhEn jO yaad rakha..
TumhEn jO yaad rakha hai
yEhi apni mOhabbaT hai
mOhabbaT kar nE waLoOn ki
mOhabbaT kab badaLti hai
……
jO diL main naQaSsh hO jayE
niGhaaOon main simaT aayE
aLaamaT hai yE ChahaT ki
ChahaT kab badaLti hai
Tumhi kO chahatE hain hum
Tum hi sE piyaar kartE hain
yE barsOon ki Aadat hai
Aadat kab badaLti hai…
Ghazal Shayari
April 19th, 2011
Comment here
Next: Koi to rulao mujhe »