Faqat pyar meri maan..
Faqat pyar meri maan..
Is zulm ki duniya main faqat pyar meri maan,
Hai mere liye saaya deewar meri maan,
Nafrat ke jazeeron se mohabbat ki hadhon tak,
Bass pyar hai, haan pyar hai, pyar meri maan..
Designed Shayari, Mother Shayari
May 8th, 2016
umar
June 6th, 2016 at 3:08 pm
kia khoob kaha bohat achay…