Is dil ne teray baad muhabbat bhi nahi�n ki
Had ye k dharakney ki jasaarat bhi nahi�n ki
Tabeer ka aizaz hua hai usey haasil
Jis ne mery khuwabo�n mein sharakat bhi nahi�n ki
Ulfat tou barri baat hai hum se to sir-e-sheher
Logo�n ne kabhi dhang se nafrat bhi nahi�n ki
Aadab-e-safar ab wo sikhatay hain jinho�n ne
Do chaar qadam tay ye musaafat bhi nahi�n ki
Kia apni safai mein bayaa�n daity k hum ne
Nakarda gunaho�n ki wazahat bhi nahi�n ki
Khamosh tamashaai k manind sir-e-bazm
So zakhm sahay dil pe, shikayat bhi nahi�n ki
Us ghar k sabhi log mujhy chorrney aaye
Dehleez talak us ne ye zehmat bhi nahi�n ki
Us ne bhi ghulam�on ki safo�n mein humain rakha
Is dil pe kabhi jis ne hakoomat bhi nahi�n ki. . !
y7i

Aarif
December 24th, 2015 at 9:33 am
very very very…… nyc
Fateh Khan
March 17th, 2016 at 11:13 am
So nice
t
April 10th, 2017 at 3:05 pm
Is dil ne teray baad muhabbat bhi nahi�n ki
Had ye k dharakney ki jasaarat bhi nahi�n ki
Tabeer ka aizaz hua hai usey haasil
Jis ne mery khuwabo�n mein sharakat bhi nahi�n ki
Ulfat tou barri baat hai hum se to sir-e-sheher
Logo�n ne kabhi dhang se nafrat bhi nahi�n ki
Aadab-e-safar ab wo sikhatay hain jinho�n ne
Do chaar qadam tay ye musaafat bhi nahi�n ki
Kia apni safai mein bayaa�n daity k hum ne
Nakarda gunaho�n ki wazahat bhi nahi�n ki
Khamosh tamashaai k manind sir-e-bazm
So zakhm sahay dil pe, shikayat bhi nahi�n ki
Us ghar k sabhi log mujhy chorrney aaye
Dehleez talak us ne ye zehmat bhi nahi�n ki
Us ne bhi ghulam�on ki safo�n mein humain rakha
Is dil pe kabhi jis ne hakoomat bhi nahi�n ki. . !
t
April 10th, 2017 at 3:06 pm