Bicharny se zara pehly

Bicharny se zara peh..

Haseen yadon main khoya tha bicherny se zara pehly

bara khush fehem soya tha bicherny se zara pehly

wo jis ka hath tk choony ko bait hum samajhty thy

gally se lag k roya tha bicherny se zara pehly

usy maloom tha shayed judai hai muqader main

wo kin sochon main khoya tha bicherny se zara pehly

hamary pyar k gulshan main jisne a ker

ghamon ka beej boya tha bicherny se zara pehly


send poetry

Ghazal Shayari
December 9th, 2009

4 comment

  1. bewafai se pareshan bhi ho jatey hain
    narm jhonkey kabhi toofan bhi jatey hain
    hum ne mehboob jo badla to ta’ajub kesa
    log kafir se musalman bhi ho jatey hain
    yu’n to ik dard ka rishta hai sabhi logo’n se
    log kuch zeest ka unwan bhi ho jatey hain
    shehr bhar ko main muhabbat to sikha doon lekin
    khud tarashey huey bhagwan bhi ho jatey hain
    hadisa ho ya koi mojza shahi kuch ho
    rastey pyar k asan bhi ho jatey hain.

  2. jo zakhm tu nay diye thay woh bhertay jatay hain
    charhay hoay thay jo dariya utartay jatay hain
    yeh ahel_e_shahr_e_wafa hain ajab bahar parust
    sarooo kay phool faseelo?n pay dhertay jatay hain
    nahi hai aur tu kuch bhi hamaray hatoo?n main
    siva_ye_arz_e_tamman na so kertay jata hain
    ajeeb loog hain , yeh ahel_e_intezaar kay jo
    khud apni aag main jul kar sa?nwertay jatay hain

    msultanawais@hotmail.com

  3. v goooooood yar.03325995057

  4. great yar

Comment here

Your Comment: