Jatey jatey woh
Jatey jatey woh..
Jatey jatey woh mujhe achi nishani day gaya
umr bhar dohraoN ga, aisi kahani day gaya
Us say maiN kuch pa sakooN aisi kahaN umeed thi
gham bhi woh shayad baraye meharbani day gaya
khair maiN piyasa raha par usne itna to kia
meri palkoN ki qitaroN ko woh pani day gaya
Ghazal Shayari
March 10th, 2011
Comment here
Next: Dil ki chokhat pe »