Main Rahguzar main khari hui hun
Main Rahguzar main k..
Main Rahguzar main khari hui hun,
Tumhari khater aari hui hun..
Dukhon se daman waseh hai mera,
Inhi main pal k bari hui hun..
Kesi ki mujh ko nahi hai parwa
Main terey dil main jori hui hun..
Ghazal Shayari, Nazam Shayari
March 11th, 2013