Marney ki duain kiyon mangon jeeney ki tamanna kon karey..

Marney ki duain kiyo..

Marney ki duain kiyon mangon jeeney ki tamanna kon karey,
Ye uniya ho ya wo duniya ab khwahish e duniya kon karey,

Jab khashti sabit o salim thi sahil ki tamanna kis ko thi,
Ab esi shakista kashti par sahil ki tamanna kon karey,

Jo aag lagai thi tum ney us aag ko to bujhaya askhon ney,
Jo ashkon ney bharkai hai is aag ko thanda kon karey,

Duniya ney humien chora jazbi hum chor na dien kiyon duniya ko,
Duniya ko samajh kar bethey hain ab duniya duniya kon karey.

Muen ahsan jazbi


send poetry

Ghazal Shayari
February 27th, 2013

Comment here

Your Comment: