Mein sarey zamany ki mukhalfat ker sakta.!!

Mein sarey zamany ki..

Mein sarey zamany ki mukhalfat ker sakta
agar tu sath nibhata

Mein chaltey huay darya’on ko rok sakta
agar tu sath nibhata

Mein rotey ho’on ko hansa sakta
agar tu sath nibhata

Mein dukh dard bhula sakta
agar tu sath nibhata

Mein khod ko tabah honey sy bacha sakta
agar tu sath nibhata


send poetry

Ghazal Shayari, SMS Shayari
May 9th, 2013

Comment here

Your Comment: