Tum kesi mohabbat kartey ho
Tum kesi mohabbat ka..
ab hath duaa ko uthtey hain,
Alfaaz kahin kho jatey hain,..
Bas dhyan tumhara rehta hai,
Aur aansu behtey rehtey hain,
Har khuab tumhara poora ho,
…Uss Rabb ki minnat karti hun,
Main aisi mohabbat karti hun,
Tum kesi mohabbat kartey ho??
Ghazal Shayari
December 10th, 2010
Comment here
Next: khamoshi ki riwayt »