Yaqin kaamil nahi
Yaqin kaamil nahi..
Nigahon kai tasadum se ajab takraar karta hai…
yaqin kaamil nahi lekin gumaan hai payar kerta hai
Laraz jata hun mein ye soch k kafir na ho jaon
Zehan ye us ki pooja per bara israr kerta hai
usay maloom hai shayad mera dil hai nishaney per
Labon sai kuch nahi kehta nazar se war kerta
Mai us sai pochta ho khuwab mai Mujh sai muhabbat hai??
Phir ankhain khol deta hon k jab izhar kerta hai
Ghazal Shayari
May 29th, 2011
Comment here
« La-hasil
Next: Teri Ulfat »