Ab woh galiyan woh makaan yaad naheen..
Ab woh galiyan woh m..

Ab woh galiyan woh makaan yaad naheen,
Kaun rehta tha kahan yaad naheen,
Jalva-e-husn-e-azal thay woh dayar,
Jin ke ab nam-o-nishan yaad naheen,
Koi ulja sa bhala sa ghar tha,
Kis ko dekha tha wahan yaad naheen,
Yaad hai zina-e-pechan us ka,
Dar-o-deevar-e-makaan yaad naheen,
Yaad hai zamzama-e-saz-e-bahar,
Shor-e-awaz-e-khizan yaad naheen..
Ahmad Mushtaq, Designed Shayari
March 26th, 2018
M.Abdullah Samit
August 13th, 2018 at 8:08 am
Assalam o Alaikum !!!
Mera naam Abdullah Samit hai
Main ik shayer hon or meri ik request hai k
Aap meri dard bhari gazal ko dard bhari awaaz dain
Abhi tak main ik taalib e ilm hon
Is liay sirf likhta hon abhi tak koi gazal publish nahi hui
ager aap interested hain to mujhe reply kijiay
M.Abdullah Samit
August 13th, 2018 at 8:09 am
Assalam o Alaikum !!!
Mera naam Abdullah Samit hai
Main ik shayer hon or meri ik request hai k
Aap meri dard bhari gazal ko dard bhari awaaz dain
Abhi tak main ik taalib e ilm hon
Is liay sirf likhta hon abhi tak koi gazal publish nahi hui
ager aap interested hain to mujhe reply kijiay.
M.Abdullah Samit
August 13th, 2018 at 8:17 am
Assalam o Alaikum !!!
Mera naam Abdullah Samit hai
Main ik shayer hon or meri ik request hai k
Aap meri dard bhari gazal ko dard bhari awaaz dain
Abhi tak main ik taalib e ilm hon
Is liay sirf likhta hon abhi tak koi gazal publish nahi hui
ager aap interested hain to mujhe reply kijiay..