Shikwa karen to kis se shikayet karen to kya..

Shikwa karen to kis ..

Munir Niazi Poetry

Shikwa karen to kis se shikayet karen to kya,
Ik raayegaan amal ki reyazat karen to kya,

Jis sheyy ne khatam hona hai akhir ko aik din,
Us sheyy ki itne dukh se hifazat karen to kya,

Maani nahin munir kisi kaam main yahan,
Itaat karen to kya, baghaawat karen to kya..


send poetry

Designed Shayari, Ghazal Shayari, Munir Niazi
November 15th, 2016

Comment here

Your Comment: