Advertisements




Ma kise suna raha hoon ye ghazal mohabbaton ki

Ma kise suna raha hoon ye ghazal mohabbaton ki
Kahin aag saazishon ki kahin aanch nafraton ki

Koi baagh jal raha hai ye magar meri duaa hai
Mere phool tak na ponhche ye hawa tamazaton ki

Mera kon sa hai mausam mere mausamon ke wali
Ye bahaar be.dili ki ye khizan mohabbaton ki

Ma qadeem baam-o-dar ma unhen ja ke dhoondhta hoon
Wo dayaar nikhaton ke wo fizaayein chahaton ki

Mere kaaghazon ma shayed kahin ab bhi so rahi ho
Koi subha gulstan ki koi shaam parbaton ki

kahin dasht e dil ma shayed meri raah tak rahi ho
Wo qitar jugnuon ki wo mehak hari ruton ki

Ye nahi ke dab gaii hai kahein gard e roz o shab ma
Wo khalish mohabbaton ki wo kasak rafaqaton ki

More Urdu Poetry:

  1. Kuch Dhoond Rahi Hoon Mein Os Ke Khadokhal Me Kuch Dhoond Rahi Hoon Wo...
  2. Ankhon Se Jahan Dekh Raha Hun Sab Apki Ankhon Se Jahan Dekh Raha Hun Mai Apki...
  3. Tera Libaas Hoon Main Main Khush-Naseebi Hoon Teri, Mujhy Raas Hy Tu Tera Libaas...
  4. ~~ Phr Se Valentines Day Aa Raha Hai ~~ ~~ Phr Se Valentines Day Aa Raha Hai ~~ Yad...
  5. Dukh Dard Kay Maaron Dukh Dard Kay Maaron Say Mera Zikar Na Karna? Ghar...
  6. Tanha Hoon MAin!!! Aey Zindagi Aik Baar Tu Nazdeek Aa Tanha Hoon Main...
  7. Ghazal Usk Naam Na Ho Jaye Phir Aaj Koi Ghazal Usk Naam Na Ho Jaye Aaj...
  8. Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai Mohammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai Bulandi Pay Apna...
  9. Ik Shakhs tanha rota Raha hai Ik Shakhs tanha rota Raha hai, apne aansuo ko palko...
  10. Jin Rahon Pe Ik Umer tere saath rahi hoon.. Jin Raho pe ik umer tere saath rahi hoon, Kuch...
  11. Khud Ko Jalaana Chahti Hoon Ajeeb larki hoon Khudh ko jalana chahti hoon Mein khudh...
  12. Dard Hadh Se Guzar Na Jaye Apna Ehsas mar na jaye kahin Dard had se Guzar...
  13. Samandar Mein Otar Ti Hoon Samandar Mein Otar Ti Hoon Tou Aankhein Bheeg Jati Hain...
  14. Teri tarha malal mujhay bhi nahi raha teri tarha malal mujhay bhi nahi raha jaa ab tera...
  15. Gumshuda shaks hoon mat dhoond mujhe Chashm-e- num teri rawani se alag rehta hoon. . Main...


Advertisement

Leave a Reply

Your Comment:

Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • I’m Going To Spend Valentine’s Day February 8, 2012
    I’m Going To Spend Valentine’s Day With My ” eX . . . Box 360 ” … […]
  • Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho February 8, 2012
    Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho Ke Rooth’tay Ho Kubhi Aur Manaanay Lagtay Ho Gila Tou Ye Hai Ke TUM Aatay Nahee Kubhi Laikin Jub Aatay Bhee Hou Tou Foran Hee Jaanay Lagtay Ho Ye Baat Jhon Tumhari Mazaaq Hai Ke Nahi ? Ke Jo Bhee Ho Ose Tum Aazmaanay Lagtay Ho Tumhaari Shaayari Kia Hai Bhala, Bhala Kia Hai ? Tum Apne Dil Ki Udaasi Ko Gaanay Lagtay H […]
  • Kyun na gharoor karoon mein apne aap par February 8, 2012
    Kyun na gharoor karoon mein Apne aap par, Mujhe us ne chaha, jis k chahne wale Hazaaro thay .! … […]
  • Hum ne aese ujaar di jese.. February 8, 2012
    Hum ne aese ujaar di jese, Zindagii Baap ki kamayi ho.. … […]
  • If she is an apple and you are an orange February 8, 2012
    If she is an apple and you are an orange, celebrate your differences, Make a great fruit salad Love is not about being the same, Its about being sweet with each other. … […]
  • Apne pyare nabi ko sunaon ga February 7, 2012
    Beeta hai jo mere upar Apne pyare nabi ko sunaon ga Darood partha hua jab mein madine jaoga Rootay rootay apna haal sunaao ga Jab un kay qadam mubarak ki jali ko haath lagao ga Namaz parnhay jab masjid e nabwi jaon ga Apney ap ko un kay hawalay dey kar ayo ga Ae kash mujhe mout a jaye Yeh kah kar un ki chohkat say lout jayo ga Apnay gunaho ko bakshavnay kay […]
  • Tumhara Dil Jo Hai Janaa, Humare Naam Ker Daina February 7, 2012
    Tumhara Dil Jo Hai Janaa Humare Naam Ker Daina Zaroorat ger Pari Mujh Ko To Main Kuch Or Mangon ga Na Jaan Maangon ga Na Pehchaan Mangon ga Choti Si Guzarish Hai Tumhara Sath Maangon ga Ager Naraaz Ker Doge Main Tum Se Rooth Jaon Ga Bulana B Ager Chaho To Wapis He na Aaon ga Main Hasaas Larka Hon Mera Dil Toot Jayega Bohut Rona B Aayega Ager Tum Maan Jaoge K […]
  • Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. February 7, 2012
    Tuje udas bi karna tha khud bi rona tha.. ye haadsa bi meri jaan kabhi to hona tha.. Woh muje torr ke phir jorta raha aksar.. main uske waaste jaise koi khilona tha.. Humen kahin na kahin to bichar hi jana tha yei haadsa meri zindagi mei aana tha Woh shaks mujhe saari umar tarse ga.. Naseeb uska “ke usne muje ganwana tha” … […]
  • Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko February 7, 2012
    Hawa mai dhond rahi hy koi sada muj ko pukarta hy pahardon ka silsilah muje ko Mai asma-o-zameen ke hadey mila deta koi sitara agar jhuk ke chomta muje ko Chipak gy mery talwon sy phool seshy ke zamana khench raha tha barhana paa muje ko WO shehsawar barda reham dil tha mery lieye bardha ke nezah zameen sy utha liya muje ko mkan,khait,sabhi aag ki lapeet mai […]
  • HAr roz hamey milna har roz bichardana hy February 7, 2012
    HAr roz hamey milna har roz bichardana hy mai raat ki parchain to subha ka chera hy Alam ka ye sab naqsha bacho ka gharonda hy ek zarey ke qabzey mai sehmi hoi dunya hy hamrah chalon mery ya rah sy hat jao Dewar ke roky sy darya kahi rukta hy En ke hi isharon par ye raat mili hum ko jin chand sitarey sy chehrey ka saya bhi sunhera hy Sannatey ke shakhon par […]