Main mohabbat to kar betha hoon magar
sakuut-e-lab meri baat se zyada hai
tera firaaq terii mulaqat se zyada hai
ye ek shikast jo hmko huii muhabbat men
zamaane bhar kii fatuhaat se zyada hai
umeed tere aane kii aj kam hai magr
mere dil ka dard bhi kal raat se zyada hai
main us se muhabbat to kar betha hun magr
ye silsila merii auQaat se zyada hai…!!
Shayari like this
Charagh hun kab say jal raha hun
Wo mery paas sy guzra hy begana ban k..
Parhta hun to Lehja b Tum, Aawaz b Tum ho…
Dard ke purzey talash karti thi
Baat nikalegii to phir duur talak jaayegii
Yeh pichle ishq ki batain hain
jazbaaton say kheltay dekha hay
Bazi e Ishq Kuch Es Tarah Se Harey Yaroo
Aadat hi bana li hai es sheher k logon nay
Tujhe izhar-e-Mohabbat Say Agar Nafrat Thee
Tanhai mein ajeeb zamaney ki wafa dekhta raha
Teri yaad kahin rakh kar bhool gaya hoon
Mohabbat ki asiri say rehai mangtay rehna
kahin aah banke lab pe tera naam aa na jaaye
Wo Samne aye to Nazron ko Jhukaa loon ga

Ajay Ohal
July 26th, 2010 at 4:02 pm
tarstey the humse milne ko kabhi,
woh kyun aaj humare saayese katraate hai,
hum hai wahi dil hai wahi zamaana wahi hai,
jaane kyun log badal jaate hai….
Aj..