Urdu Ishq Shayari

This website contains Urdu Ishq Shayari. Feel free to add your own Urdu Ishq Shayari here.

Advertisement


Ishq Shayari

Ishq Shayari is one of the most loved topics in urdu poetry. Ishq Shayari is added daily and we love to keep our Ishq Shayari fresh. Ishq means true and deep love. So this Ishq Poetry is all about love. We are confident that you will love our Ishq Shayari collection.



ham ny to chupky sy ak ghulab pheja tha usy

Ishq Shayari

ham ny to chupky sy ak ghulab pheja tha usy
khushbo ny sary shehr mein tamasha bana dya



Bardi ajeeb hy ye dasta-n ashaq hamey

Ishq Shayari

Bardi ajeeb hy ye dasta-n ashaq hamey

sawera hony sy pehly ho jesy sham-o-shuru

 

 

 



Ana parast hy itna ke baat sy pehly

Ishq Shayari

Ana parast hy itna ke baat sy pehly

wo uth ke band meri har kitab kar dy ga



Saans lene se bhi teri yaad aati hai

Ishq Shayari

Saans lene se bhi teri yaad aati hai,
Har saans mein teri khushboo bas jati hai,

Kese kahoon ki saans se main zinda hoon,
Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai.



Ishq ishq karta hai

Ishq Shayari

Ishq ishq karta hai, jab hoga to pata chal jayee ga
Mit jayee ga tu, jab rog ye tujhe lag jayee ga.



Bazm-e-wafa mai hamari garibi na pooch

Ishq Shayari

Bazm-e-wafa mai hamari garibi na pooch,,
Ek dard-e-dil hai wo bhi kisi ka diya hua..



fasle aksar mohabbat badha dete hai

Ishq Shayari

kadam thak gaye hai dur nikalna chhod diya hai,,
par aisa nahi hai ke maine chalna chhod diya hai..

fasle aksar mohabbat badha dete hai,,
par aisa nahi hai ki maine kareeb aana chhod diya hai..

maine chirago se roshan ki hai aksar apni shaam,,
par aisa nahi ki maine dil ko jalana chhod diya hai..

aaj bhi akele hai duniya ki bheed mai,,
par aisa nahi ki maine zamana chhod diya hai..

bhulana mushkil hai jante hai unko,,
par kisi ko yado mai lana chhod diya hai.!!



Ishq hai apnay asaloon pa azal sa qaem Kazmi

Ishq Shayari

Ishq hai apnay asaloon pa azal sa qaem Kazmi !!!!!
Imtehan jis k bhi laita hai raiyat nhi karta ….. !!!!!



Kabhi kabhi tou woh itni rasayii deta hai,

Ishq Shayari

Kabhi kabhi tou woh itni rasayii deta hai,
Woh sochta hai tou mujhko sunayii deta hai..



Kya kahun tum se main ke kya hai ishq

Ishq Shayari

Kya kahun tum se main ke kya hai ishq,
Jaan ka rog hai, bala hai ishq.

Ishq hi ishq hai jahaan dekho,
Saare aalam mein bhar raha hai ishq.

Ishq maashuq ishq aashiq hai,
Yaani apna hi mubtala hai ishq.

Ishq hai tarz-o-taur ishq ke taeen,
Kahin banda kahin Khuda hai ishq.

Kaun maqsad ko ishq bin pohuncha,
Aarzoo ishq wa mudda hai ishq.

Koi khwaahan nahin mahabbat ka,
Tu kahe jins-e-narawa hai ishq.

Mir ji zarad hote jaate hain,
Kya kahin tum ne bhi kiya hai ishq..



Usse Chah kar Kaise kisi ki Chah karu

Ishq Shayari

Usse Chah kar Kaise kisi ki Chah karu..
Usse Nibaah kar, kyun kar koi Nibaah karu..
Wo Zindagi hi nahi, Meri Bandagi bhi hai..
Kisi aur ko Soch kar, Kaisai koi Gunaah karu.. ???



Yakenan mojaza dikhae gi abb

Ishq Shayari

Yakenan mojaza dikhae gi abb,
Muhabbat ashq ki dehleez par hai.



Hum un ki rah me bethe hain naqash e pa ki tarah

Ishq Shayari

Hum un ki rah me bethe hain naqash e pa ki tarah,
Mita to sakte hain lakin utha nahin sakte.



Lafaz kirnon ki tarah dil me utar jate hain

Ishq Shayari

Lafaz kirnon ki tarah dil me utar jate hain,
Dil nasheen hai tera paraea e izhar bahot.



Kis shoq kis taman kis darja sadagi se

Ishq Shayari

Kis shoq kis taman kis darja sadagi se,
Hum app ki shekayat karte hain app hi se.

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Ishq Shayari.



Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • Jo mere sawal ka jawab dega wo ghr ja skta hy February 3, 2012
    Teacher: Jo mere sawal ka jawab dega wo ghr ja skta hy., Pathan ne foran apna bag khirki se bahir phenka.. Teacher: Ye bag kis ne phenka hai..??? ; , Pathan: Main ne ….. yahooo.. … Chutti Teacher shocked… : … […]
  • dhoop khatioon ma utr kar zafraani ho gayee February 3, 2012
    dhoop khatioon ma utr kar zafraani ho gayee sarmay ashjaar ki poshaak dhaani ho gayee jaisay jaisay umr bhigi sado poshaaki gayee soot peela, shart niili , taayee dhaani ho gayee is ki ardo main ab bhi maghrabhi lahjaa mila kaalay baalon ki rangat zaafaraani ho gayee saanp k bosay ma kaisa pyaar tha k faatahaa phr phraa kr ek sadaaya aasmaani ho gayee narm t […]
  • sardion ki udas ratoon main February 3, 2012
    sardion ki udas ratoon main Sawan Ki Bheegi Shamoon Main Hum Khoye Khoye Say Rehty Hain Tumhari Haseen Yadon Main Jub Say Tum Bichry Ho Hum Tum Ko Yad Kertay Hain Ker K Yad Tumhari Soorat Ahain Ab Hum Bhartay Hain Tumhari Di Hoi Her Ik Shay Sanbhal K Ab Hum Rakhtay Hain Ja Ja K Un Glion Main Hum Tumahin Talash Kertay Hain Tumhary Peechay Duniya Chori Majnoon […]
  • Sauda Hamara Kabhi Bazaar Tak Nahi Pohncha February 3, 2012
    sauda hamara kabhi bazaar tak nahi pohncha ishq tha jo kabhi izhaar tak Nahi pohncha yun tu guftagoon bohut huwe unse phir bhi silsila kabhi yeh pyaar tak nahi pohncha jaane kaise ho gaya waakif tamaam shehar daastan-e-ishq yun tu kabhi akhbaar tak nahi pohncha shartein ek dusare ki manzoor thi yun tu par masauda hamara kabhi qaraar tak nahi pohncha gahrayi […]
  • apnay markz ki taraf maail parwaaz tha husn February 3, 2012
    apnay markz ki taraf maail parwaaz tha husn bhoolta hi nahi aalam teri angraae ka … […]
  • naheen aati to yaad inki maheenon tak nahi aati February 3, 2012
    naheen aati to yaad inki maheenon tak nahi aati mgr jab wo yaad aatay hain to aksar yaad aatay hain … […]
  • ada hai shart, bnaawat bhi ltf daiti hai February 3, 2012
    ada hai shart, bnaawat bhi ltf daiti hai wo hud bhi rooth gaya hain mujhe hafa kar k … […]
  • tujhay to waada-e-deedaar hum say karna thaahum February 3, 2012
    tujhay to waada-e-deedaar hum say karna thaa yeh kya kiya k jahaan ko umeed-waar kiyaa … […]
  • raah mazmoon taaza bnd nahi February 3, 2012
    raah mazmoon taaza bnd nahi taqiamat khula hai baab – e sukhan … […]
  • shaam bhi thi dhowaan dhwaan, hsn bhi tha udaas udaas February 3, 2012
    shaam bhi thi dhowaan dhwaan, hsn bhi tha udaas udaas dil ko kaeen kahaniaan yaad si aagayeen … […]