Two Lines Poetry

Ranjish.com has lots of Urdu Two Lines Poetry Poetry. Feel free to add your own Two Lines Poetry Shayari here.

Two Lines Poetry Collection

Two Lines Poetry and Two Lines Shayari is poetry in two lines. Two Lines Poetry is expressed in just two lines. Two Lines Shayari is very popular form of urdu poetry. Two Lines Shayari is daily added on ranjish.com.
Sher is a form of shayari which is expressed in just two lines. Sher shayari is also called bait baazi.



Gar na ho sorat to serat hi sahi

Two Lines Poetry

Gar na ho sorat to serat hi sahi,
Kuch to hona chaheye insan me.



Guzar na jae kahen umer ehtiyaton me

Two Lines Poetry

Guzar na jae kahen umer ehtiyaton me,
Jo kaam karne hain diwana war kar dolo.



Kis anjaman e gull ki lagan hai k chaman me

Two Lines Poetry

Kis anjaman e gull ki lagan hai k chaman me,
Tikata hi nahin paon naseem e sehri ka.



Kaise is hijar ki basti me guzara ho ga

Two Lines Poetry

Kaise is hijar ki basti me guzara ho ga,
Pani acha hai yahan ka na hawa achi hai.



Kis tarah daman e dil us se bachain neer

Two Lines Poetry

Kis tarah daman e dil us se bachain neer,
Hum hain is door k yousaf to zulaikha hai sharab.



Kia jane kis kheal se chehra damak utha

Two Lines Poetry

Kia jane kis kheal se chehra damak utha,
Me chara gar ko daikhata hon chara gar muje.



Koi judat nahin hasenon me

Two Lines Poetry

Koi judat nahin hasenon me,
Sub ne naqshe tere utare hain.



Kabhi ghaniche ko mehkane se koi rook saka

Two Lines Poetry

Kabhi ghaniche ko mehkane se koi rook saka,
Shoq agar hai to phir izhar se sharminda nahin.



Kisi thehri hoi saat ki tarah muher be lab

Two Lines Poetry

Kisi thehri hoi saat ki tarah muher be lab,
Muj se daikhi nahin jati ye azeayat us ki.



Kuch aur mangana mere mashrab me kufar hai

Two Lines Poetry

Kuch aur mangana mere mashrab me kufar hai,
La apna hath de mere dast e sawal me.


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Two Lines Poetry.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari