Two Lines Poetry

Ranjish.com has lots of Urdu Two Lines Poetry Poetry. Feel free to add your own Two Lines Poetry Shayari here.

Two Lines Poetry Collection

Two Lines Poetry and Two Lines Shayari is poetry in two lines. Two Lines Poetry is expressed in just two lines. Two Lines Shayari is very popular form of urdu poetry. Two Lines Shayari is daily added on ranjish.com.
Sher is a form of shayari which is expressed in just two lines. Sher shayari is also called bait baazi.



Sahbat to safar me lazmi thi

Two Lines Poetry

Sahbat to safar me lazmi thi,
Magar kuch hum safar ache lage the.



Subh k waqt wo dhola chehra

Two Lines Poetry

Subh k waqt wo dhola chehra,
Ik sahefa dikhai daita hai.



Sirf andhere se hi diye ki jang nahin hoti

Two Lines Poetry

Sirf andhere se hi diye ki jang nahin hoti,
Taiz hawaon se bhi us ko larana parta hai.



Shoq me zabat hai malhoz magar kia maloom

Two Lines Poetry

Shoq me zabat hai malhoz magar kia maloom,
Kis ghari be khabar sodo ziyan ho jaon.



Shab e firaq koi gangana k guzra hai

Two Lines Poetry

Shab e firaq koi gangana k guzra hai,
K ban gai hai sitaron ki roshni awaz.



Shajar taksem hone se faqat saea nahin katata

Two Lines Poetry

Shajar taksem hone se faqat saea nahin katata,
Ratain takseem hoti hain samar takseem hota hai.



Shaid hazoor se koi nisbat humen bhi ho

Two Lines Poetry

Shaid hazoor se koi nisbat humen bhi ho,
Ankhon me jhank kar humen pehchan jaiye.



Sahil ki rait par ye lakirain ajeeb hain

Two Lines Poetry

Sahil ki rait par ye lakirain ajeeb hain,
Dariya na likh raha ho maqala mere lie.



Sub nuje mashwara tark e wafa daite hain

Two Lines Poetry

Sub nuje mashwara tark e wafa daite hain,
Un ka aima bhi ho shamil to maza aa jae.



Sub se hai ishq muje husan e nazar k hathon

Two Lines Poetry

Sub se hai ishq muje husan e nazar k hathon,
Muj ko har shakhs ne dewana bana rakha hai.


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Two Lines Poetry.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari