Urdu Yaad Shayari

This website contains Urdu Yaad Shayari. Feel free to add your own Urdu Yaad Shayari here.

Advertisement


Yaad Shayari

Yaad Shayari and Yaad Poetry is poetry on missing someone. Yaad Shayari, Yaadain Shayari, Shayari on yaad are some keywords used to search for Yaad Poetry.



naheen aati to yaad inki maheenon tak nahi aati

Yaad Shayari

naheen aati to yaad inki maheenon tak nahi aati
mgr jab wo yaad aatay hain to aksar yaad aatay hain



Wo Dil Kahan Se Laon Teri Yaaad Jo Bhula De

Yaad Shayari

Wo Dil Kahan Se Laon Teri Yaaad Jo Bhula De,
Mujhay Yaaad Anay Walay Koi Rasta Bata De…



Koi mausam ho dil mai hai tumhaari yaad ka mausam

Yaad Shayari

Koi mausam ho dil mai hai tumhaari yaad ka mausam,
K badla he nahin jana tumharay baad ka mausam,
Na koi gham khizaaan ka hai na khuwahish hai baharon ki,
Humaray sath to har pal hai kisi ki yaad ka mausam ..



Filmein shilmein chalti thi hum gaane shaane gaate the

Yaad Shayari

Filmein shilmein chalti thi hum gaane shaane gaate the
Woh raatein ab kahaan gayi jab pal bhar mein so jaate the

Fail fool ho kar hum maare shaare khaate the

Jeb bhi khaali hoti thi phir kahaan se himmat laate the
Woh raatein ab kahaan gayi jab pal bhar mein so jaate the :(



Yad rakhana hi muhabbat nahin hai sub kuch

Yaad Shayari

Yad rakhana hi muhabbat nahin hai sub kuch,
Bhol jana bhi bari baat hoa karti hai.



Ye muje chain kion nahin parta

Yaad Shayari

Ye muje chain kion nahin parta,
Aik hi shakhs tha jahan me kia.



Yaad bhi raah ki diwar samjhate hain muje

Yaad Shayari

Yaad bhi raah ki diwar samjhate hain muje,
Me samjhata tha mere yaar samjhate hain muje.



Har shab dar ati hai dil me yaad koi

Yaad Shayari

Har shab dar ati hai dil me yaad koi,
Har shab koi khirki kholi reh jati hai.



Hum tujh se alag reh kar bhi rehte hain tere pass

Yaad Shayari

Hum tujh se alag reh kar bhi rehte hain tere pass,
Hote hain teri bazam me hote hain jahan bhi.



Hawae shab tujhe aingan se milna hai

Yaad Shayari

Hawae shab tujhe aingan se milna hai,
So tere pass imanat hai guftago meri.



Wo aik akas k pal bhar nazar me thehra tha

Yaad Shayari

Wo aik akas k pal bhar nazar me thehra tha,
Tamam umer ka abb silsila hai mere lie.



Meri ankhon me tere naqsh e qadam kaise hain

Yaad Shayari

Meri ankhon me tere naqsh e qadam kaise hain,
Is sarae me musafir koi thehra to nahin.



Me loot aea hon khamoshion k sehra se

Yaad Shayari

Me loot aea hon khamoshion k sehra se,
Wahan bhi teri sada ka ghabar phela tha.



Mere naseeb shoq me likha tha ye muqam

Yaad Shayari

Mere naseeb shoq me likha tha ye muqam,
Har so tere kheal ki dunia hai to nahin.



Ghabra k chand chop gea badal ki aot me

Yaad Shayari

Ghabra k chand chop gea badal ki aot me,
Be sakhata wo jaan e haya yaad a gai.

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Yaad Shayari.



Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • Jo mere sawal ka jawab dega wo ghr ja skta hy February 3, 2012
    Teacher: Jo mere sawal ka jawab dega wo ghr ja skta hy., Pathan ne foran apna bag khirki se bahir phenka.. Teacher: Ye bag kis ne phenka hai..??? ; , Pathan: Main ne ….. yahooo.. … Chutti Teacher shocked… : … […]
  • dhoop khatioon ma utr kar zafraani ho gayee February 3, 2012
    dhoop khatioon ma utr kar zafraani ho gayee sarmay ashjaar ki poshaak dhaani ho gayee jaisay jaisay umr bhigi sado poshaaki gayee soot peela, shart niili , taayee dhaani ho gayee is ki ardo main ab bhi maghrabhi lahjaa mila kaalay baalon ki rangat zaafaraani ho gayee saanp k bosay ma kaisa pyaar tha k faatahaa phr phraa kr ek sadaaya aasmaani ho gayee narm t […]
  • sardion ki udas ratoon main February 3, 2012
    sardion ki udas ratoon main Sawan Ki Bheegi Shamoon Main Hum Khoye Khoye Say Rehty Hain Tumhari Haseen Yadon Main Jub Say Tum Bichry Ho Hum Tum Ko Yad Kertay Hain Ker K Yad Tumhari Soorat Ahain Ab Hum Bhartay Hain Tumhari Di Hoi Her Ik Shay Sanbhal K Ab Hum Rakhtay Hain Ja Ja K Un Glion Main Hum Tumahin Talash Kertay Hain Tumhary Peechay Duniya Chori Majnoon […]
  • Sauda Hamara Kabhi Bazaar Tak Nahi Pohncha February 3, 2012
    sauda hamara kabhi bazaar tak nahi pohncha ishq tha jo kabhi izhaar tak Nahi pohncha yun tu guftagoon bohut huwe unse phir bhi silsila kabhi yeh pyaar tak nahi pohncha jaane kaise ho gaya waakif tamaam shehar daastan-e-ishq yun tu kabhi akhbaar tak nahi pohncha shartein ek dusare ki manzoor thi yun tu par masauda hamara kabhi qaraar tak nahi pohncha gahrayi […]
  • apnay markz ki taraf maail parwaaz tha husn February 3, 2012
    apnay markz ki taraf maail parwaaz tha husn bhoolta hi nahi aalam teri angraae ka … […]
  • naheen aati to yaad inki maheenon tak nahi aati February 3, 2012
    naheen aati to yaad inki maheenon tak nahi aati mgr jab wo yaad aatay hain to aksar yaad aatay hain … […]
  • ada hai shart, bnaawat bhi ltf daiti hai February 3, 2012
    ada hai shart, bnaawat bhi ltf daiti hai wo hud bhi rooth gaya hain mujhe hafa kar k … […]
  • tujhay to waada-e-deedaar hum say karna thaahum February 3, 2012
    tujhay to waada-e-deedaar hum say karna thaa yeh kya kiya k jahaan ko umeed-waar kiyaa … […]
  • raah mazmoon taaza bnd nahi February 3, 2012
    raah mazmoon taaza bnd nahi taqiamat khula hai baab – e sukhan … […]
  • shaam bhi thi dhowaan dhwaan, hsn bhi tha udaas udaas February 3, 2012
    shaam bhi thi dhowaan dhwaan, hsn bhi tha udaas udaas dil ko kaeen kahaniaan yaad si aagayeen … […]