Urdu Yaad Shayari

This website contains Urdu Yaad Shayari. Feel free to add your own Urdu Yaad Shayari here.


Advertisement



Yaad Shayari

Yaad Shayari and Yaad Poetry is poetry on missing someone. Yaad Shayari, Yaadain Shayari, Shayari on yaad are some keywords used to search for Yaad Poetry.



Tere raste ka jo kanta bhi muyasar ae

Yaad Shayari

Tere raste ka jo kanta bhi muyasar ae,
Main use shoq se kalar pe sajaon apne.



Tum kia gae k waqt ka ehsas mar gea

Yaad Shayari

Tum kia gae k waqt ka ehsas mar gea,
Raton ko jagte rahe aur din ko so gae.



Phir to ne cheer di hai gai saitoon ki baat

Yaad Shayari

Phir to ne cheer di hai gai saitoon ki baat,
Wo guftagoo na kar ke tujhe bhi malal hoa.



Phir ati hai usi sehra se awaz e jaras muj ko

Yaad Shayari

Phir ati hai usi sehra se awaz e jaras muj ko,
Jahan majnoo se diwane bhi himat har bethe hain.



Aankh Khultay Hi Yaad Aa Jatay Ho

Yaad Shayari

Aankh Khultay Hi Yaad Aa Jatay Ho,

Ay Khyal-E-Yaar Kya Tumhain Aur Koi Kaam Nahi….



Koi zaroorat nahin kisi ko yaad aon mein

Yaad Shayari

Koi Zaroorat Nahi Kisi Ko Yaad Aaon Mein
Koi Mujhe Yaad Aa Raha Hai Yehi Bohut Hai



Kitny Toofan

Yaad Shayari

Kitnay Tofan Uthaye Aankhon Nay ..
Kashti Yadon Ki Doobti Hee Nahi…!!



Yaadain

Yaad Shayari

Samajh k Maal E Ghaneemat Mujhko
Teri yaadon Ne Be Panaah Loota….!!



Teri Yaad

Yaad Shayari

Agar Ruk Jaye Meri Dharkan To Maut Na Samjhna
Kai Bar Aisa Hua Hai Tujhe Yaad Karte Karte..!!!!



Yaad Rehta Hai

Yaad Shayari

Tumhara zarf hai tumko mohabbat bhool jati hai..
Hamay tu jisnay bhi hans kar pukara yaad rahta hai..

Sadain aik si yaksaniyat mai doob jati hain..
Zara sa mukhtalif jisnay pukara yaad rahta hai.



Woh Din

Yaad Shayari

hai azal se yun to jaari shab-o-roz ka tasalsul
tere sath din jo guzre kabhi loat kr na aye



Tera Tassawurr

Yaad Shayari

Bss Teray Tasawur SAy Fursat He nai Milti…
Rehti Hain Teri Yaadaain Her Saans Say Wabasta…!



Yaad E Maazi

Yaad Shayari

Yaad_e_Mazi Mai Jo Ankhon Ko Saza Di Jaye
Is Say Behtar Hai Kay Har Baat Bhula Di Jaye

Main nay Apno Kay Rawayon Say Ye Mehsoos Kiya
Dil Kay Angan Mai Bhi Dewaar Utha Di Jaye

Mai Nay Yaroon Kay Bhicharne Say Ye Seekha “MOHSIN”
Apne Dushman Ko Bhi Jeene Ki Dua Di Jaye



Tera Wada

Yaad Shayari

Din Guzra tha bari Mushkil se
Phir tera wada e Shab yad aya



Jab hum tum sath they

Yaad Shayari

Kitne lgte the khobro hm \jab tmare sath the
They chand taron se ho ba ho hm\jab tmare sath the

Ab dobara sametney ki khud ko tago do kren ge
Bikhar gay the char soo hm \jab tmare sath the

Pehle c mehfil me che magoiyan SHAKIR na pehle se mudaha
Ab na wese he sukhan go hm\jab tmare sath the


Advertisement



We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Yaad Shayari.



Search Poetry

urdu poetry dictionary love shayari romantic shayari sad shayari



RSS Shayari

  • Sharm ada-e-naz hai apney sey hi sahi.. May 21, 2013
    Sharm ada-e-naz hai apney sey hi sahi.. Hein kitney be-hijaab key yuon hein hijaab mein.! … […]
  • Shab magar kaat li hi ankh’on mein! May 20, 2013
    Shab magar kaat li hi ankh’on mein! Door hoti rahi sehar phir bhi.. … […]
  • Shouq tha jis ney mahi be-aab rakha! May 20, 2013
    Shouq tha jis ney mahi be-aab rakha! Log kehtay thay yehi khak hai dariya mera.. … […]
  • Mein Hun aur Tanhai Hai! May 20, 2013
    Mein hun Aur tanhai hai Teri ye chand tasweer’ain Jo mujh sey baat’ein kerti hein Teri ye chand tehreer’ain Jin ko parh ker hum khod ko tasali’yan detay hein Aur kuch card Jinhei’n hum eid per parha kertay hein Aur Teray bhejay huay kuch gift Jinhei’n hum her waqt chuma kerat thay Agr tum khod aa ker dekho Mera kamra bas teri Yaad’on ki nishani hai Aur tum K […]
  • Shama jal jal ker mita deti hai apna wajood.! May 20, 2013
    Shama jal jal ker mita deti hai apna wajood.!! Ba-wafa is per bhi keh detay hein parwaney ko hum.. … […]
  • Aye ishq marhaba wo yaha’n tak to aa gaye! May 20, 2013
    Sharma gay, lajha gay, ankh’ein chura gay.! Aye ishq marhaba wo yaha’n tak to aa gaye.. … […]
  • Shola-e-husn sey jal jaye na chehray ka naqaab. May 20, 2013
    Shola-e-husn sey jal jaye na chehray ka naqaab.. Apney rukhsar sey pardey ko hataye rakhiye! … […]
  • Shareeq-e-bazm hui jab sey chasm-e-saqi. May 20, 2013
    Shareeq-e-bazm hui jab sey chasm-e-saqi.!! Har ik jaam sey chalkey hazar maey khaney.. … […]
  • Wo mujh sey pocha kerti thi May 20, 2013
    Mein ik pal bhi ghar sey nikl’on To wo mujh sey pocha kerti thi Tum kahan gaye thay Kis sey milney gaye thay Kia kam tha tujh o Aisey be-wajha Ghar sey na nikla karo Zamana bohat kharab hai Aaj teen shab bad Jab mein ghar lauta to Yaad aya Wo pocha kerti thi … […]
  • Shama hai, jaam-o-surahi hai aur saqi hai. May 20, 2013
    Shama hai, jaam-o-surahi hai aur saqi hai.. Aye dil teray qatal mein ab kon si kasar baki hai! … […]