Eid Shayari
Ranjish.com has lots of Urdu Eid Shayari Poetry. Feel free to add your own Eid Shayari Shayari here.Eid Shayari Collection
Eid Shayari is poetry on eid festival. Eid Shayari and Eid Poetry is the same thing. Eid Poetry is read when eid festival is near and people need to wish their loved ones Eid wishes. Bakra Eid Shayari is another keyword for Eid Shayari. Eid Shayari is loved all over the world, wherever the muslims are. Muslims use Urdu Eid Poetry to wish their friends and family eid. The word “Eid Mubarak” is used to wish eid greetings.
Guzar gayi ye Eid bhi gham-e-zindagi ki tarhaa
Eid Shayari
Guzar gayi ye Eid bhi gham-e-zindagi ki tarhaa,
Hota jo koi apni apna to ham bhi khushyaan manatey. .
Aye Subah-e-Eid, Ghar ko sajaaon to kis tarah.
Eid Shayari
Bichre huyo’n ki yaad mein ankhain udaas hain,
Aye Subah-e-Eid, Ghar ko sajaaon to kis tarah..
Jab chahain hum EID mana lain
Eid Shayari
Jab chahain hum EID mana lain,
Chaand hamara apna hai……
Eid ke chand kahin aur ujaaley le ja
Eid Shayari
Eid ke chand kahin aur ujaaley le ja,
Mera weeran baseraa hi mujhe acha hai..
Eid Se Kehdo Mere Sheher Mein Aya Na Karay
Eid Shayari
Eid ke chand ko koi dekhe na mere siwa
Eid Shayari
Eid ke chand ko koi dekhe na mere siwa,
Iss ke deedar ko ik saal guzara mene..
Udhar se chand tum dekho, Idhar se chand hum dekhen..
Eid Shayari
Udhar se chand tum dekho, Idhar se chand hum dekhen,
Nigaahain yu’n takrayen ke do dilon ki Eid ho jaye..
Eid ka Din hai Aaj to Gallay Mill le
Eid Shayari
Eid ka Din hai Aaj to Gallay Mill le Nasir,
Rasm-e-Dunia bi hai Mouqa bi hai Dastoor bi hai..
Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain
Eid Shayari
Ab Moharram Ki Taraah Woh Eid Manaati Hogi
Eid Shayari
Usne Silwa Bhi Liye Honge Siyaah Rang Ke Libas,
Ab Moharram Ki Taraah Woh Eid Manaati Hogi…
Advertisements
We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Eid Shayari.