Gham Shayari

Ranjish.com has lots of Urdu Gham Shayari Poetry. Feel free to add your own Gham Shayari Shayari here.

Gham Shayari Collection

Gham Shayari is poetry on sadness and sorowness. People read Gham Shayari when they feel hurt and ignored. Lots of Gham Poetry or Gham Shayari can be found here for our users to read and enjoy.



Allah bachaaye marz e ishq se dil ko..

Gham Shayari

Allah bachaaye marz e ishq se dil ko,
Suntey hain ke yeh aarza acha nahi hota..

Akbar-Ulah Abadi



Bara hai dard rishta ye dil ghareeb hi sahi

Gham Shayari

Bara hai dard rishta ye dil ghareeb hi sahi,
Tumharay naam par ayain gay Ghum gusaar chalay



Baaqi ab meray hisay ki ab do hee baatain hain

Gham Shayari

Baaqi ab meray hisay ki ab do hee baatain hain,
Jeenay ki dua dena marnay ki duaa karna!..



Badal dia hai kuch itna hazaan na chahroon ko

Gham Shayari

Badal dia hai kuch itna hazaan na chahroon ko
Bhaar aye to shaid hamain na pahchaanay



Bulaoon ga na miloon ga na khat likhoon ga tujhe

Gham Shayari

Bulaoon ga na miloon ga na khat likhoon ga tujhe,
Teri khushi kay lia khud ko ya saza dun ga ..



log letey hain yon hi shamma or parwaney ka naam..

Gham Shayari

log letey hain yon hi shamma or parwaney ka naam,
Kuch nahi hai is jahan me ghum kay afsaney ka naam..



Ishq kesa kay bharosa bhi nahi tha shayed..

Gham Shayari

Ishq kesa kay bharosa bhi nahi tha shayed,
Us sey mera koi rishta bhi nahi tha shayed..



Nafrat usi kay sath mohabbat usi kay sath..

Gham Shayari

Nafrat usi kay sath mohabbat usi kay sath,
Han qata kar lia hai ta’aluq sabhi kay sath..



Dil na’umeed tou nahin, na’kaam hi tou hai..

Gham Shayari

Dil na’umeed tou nahin, na’kaam hi tou hai,
Lambi hai ghum ki shaam, magar shaam hi tou hai..



Parwaana aur shamma ki ulfat na mujh se pooch..

Gham Shayari

Parwaana aur shamma ki ulfat na mujh se pooch,
Apni na keh sakaa to kahoon kya paraayi baat..


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Gham Shayari.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari