Two Lines Poetry

Ranjish.com has lots of Urdu Two Lines Poetry Poetry. Feel free to add your own Two Lines Poetry Shayari here.

Two Lines Poetry Collection

Two Lines Poetry and Two Lines Shayari is poetry in two lines. Two Lines Poetry is expressed in just two lines. Two Lines Shayari is very popular form of urdu poetry. Two Lines Shayari is daily added on ranjish.com.
Sher is a form of shayari which is expressed in just two lines. Sher shayari is also called bait baazi.



Me bhi dekhunga usey mangkar ek din

Two Lines Poetry

Me bhi dekhunga usey mang kar ek din,
Log kehte he mango toh khuda deta hai..



Tujh se darkaar mohabbat hai

Two Lines Poetry

Tujh se darkaar Mohabbat hy, Mohabbat k evaz…..
Main nhi chahti mujh pe, Tera ehsaan rahy…..!



Ek yeh waqt ke sari dunya

Two Lines Poetry

Ek wo waqt k tere hoty dunya thi apni,,,
Ek yeh waqt k sari dunya mein tanha hain hum,,,



Barbaad honey ke raste

Two Lines Poetry

Barbaad honey ke tou Aur Bhi Raste The,
Najane Mujhe Muhabbat Ka Hi Khayal Qu Aya..



Mohabbat mein maara jaaonga

Two Lines Poetry

Nahee Marun Ga Ksi Jang Mein ye Soch Lia…….
Mein Ab ki Baar Mohabbat Mei Maara Jaonga..! 🙁



Ek tamanna si hai

Two Lines Poetry

Ek tamanna si hai iss maayoos dil ki kash,
Aaj aansoo ke sath har khwaab bhi beh jaye..



Shab-e-wada nahi maloom

Two Lines Poetry

Shab-é-wâdã nhí malüm kía kía lutf hasil hun
Tasvur hi me leti hai maze meri zuban kïa kïa
(Shab-e-wada:Night of promises)



Tamana pakay makan ki

Two Lines Poetry

Tamaana lay gaye mujhy pakay makan ke asim
Mein apny gaon k katchay makan sy be geya.
(tamana: wish)



Agar woh milne ko tyaar hoti

Two Lines Poetry

Yun to mai kahta dil ki har ek baat usse \’Rahid\’
agar wo ek baar mujhse milne ko taiyar hoti…!



Phir wohi khawb se toote hain

Two Lines Poetry

Phir Wohi Khwaab Se Toote Hai Meri Aankhon Mein,
Phir Wohi Dard Ki Talkhi Hai Meri Baaton Mein………..!


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Two Lines Poetry.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari