Two Lines Poetry

Ranjish.com has lots of Urdu Two Lines Poetry Poetry. Feel free to add your own Two Lines Poetry Shayari here.

Two Lines Poetry Collection

Two Lines Poetry and Two Lines Shayari is poetry in two lines. Two Lines Poetry is expressed in just two lines. Two Lines Shayari is very popular form of urdu poetry. Two Lines Shayari is daily added on ranjish.com.
Sher is a form of shayari which is expressed in just two lines. Sher shayari is also called bait baazi.



Us shakhs ko ab tkk

Two Lines Poetry

Ikk shakhs ne manga tha kbhi hum ko dua me Mohsin,
uss shakhs ko ab tak Ba’Khuda dhoond rahe hain



Jurm wafa ka tha

Two Lines Poetry

Mili saza jo mujhe wo kisi khata pe na thi “FARAZ”
Mujh pe jurm jo sabit howa wo wafa ka tha..!!



Hasrat-e-zindgi

Two Lines Poetry

GuZar Jaye Gi Zindagi “Us” Kay “Baghair” Bhi”Faraz

Woh” “Hasrat-E-Zindagi” Hai “Shart-E-Zindagi” To Nahi..!!!



Insan bikhar jata hai!!

Two Lines Poetry

kabhi kabhi pathar k takranay se aati nahi kharash..
***MOHSIN***

kabhi ek zara se bat se insan bikhar jata hai!!



Bewafa Nahin Tha

Two Lines Poetry

Wo Bewafa Nahin Tha Yunhi Badnaam Ho Gya *Faraz*
Hazaaron Chahne Wale They Kis Kis Se WAfa Kerta……!!!



Zara hum bhi to daikhain

Two Lines Poetry

us k kehnay par uski tamanna he chordi hum ne,,
SAGAR!!

zara hum bhi to daikhain kon chahta hai usay hamari tarah!



MERI BASTI

Two Lines Poetry

HER MOR PE MIL JATE HAI HUMDARD HAZARON
SHAYAD MERI BASTI MAIN ADAKAR BOHUT HAIN…



Naam tera…

Two Lines Poetry

Bhul na jaun maangna tujhy har Namaz k bahd
yehi soch k humne naam tera “Dua” rakha hai



so so jawab

Two Lines Poetry

main chahti hi na thi tujhko laajwab karna?
so so jawab they tery ik ik sawal key…..



zindagi to wo jeety hain…

Two Lines Poetry

?”HAmain tou mout se pyar hai zindagi ka kiya faida”,
“FARAZ”
“zindagi to wo jeety hain jinhein dost mila karty hain”…!!!


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Two Lines Poetry.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari