Urdu Love Shayari

This website contains Urdu Love Shayari. Feel free to add your own Urdu Love Shayari here.

Advertisement


Love Shayari

Love Shayari is probably the most loved topic by urdu readers. Love Shayari or Urdu Love Poetry are loved by urdu readers. Love Shayari is easy to write and very joyfull to read, so urdu readers love to read Love Shayari. Have a look at our Love Shayari collection, we know that you’ll love our Love Shayari collection.



diloon ko fikr do aalam sa akr dia azaaad

Love Shayari

diloon ko fikr do aalam sa akr dia azaaad
teray jinoon ka khuda silsila draaz karay



baagh ma lagta nahi sahraa sa ghabrata hai dil

Love Shayari

baagh ma lagta nahi sahraa sa ghabrata hai dil
ab kahan lay jaa kar bethain aisa dewana ko hum



karoon ga kia jo muhabat main hogya naakaam

Love Shayari

karoon ga kia jo muhabat main hogya naakaam
mujhe to orr koi kaam bhi nahi aata



saheeh agha ki rag rag main mzaah o tanzr hai jaari

Love Shayari

saheeh agha ki rag rag main mzaah o tanzr hai jaari
oi kahta hai main sadqay , koi kahti hai main waari



Tamam raho may bikhary pardy hay es ke qadam

Love Shayari

Tamam raho may bikhary pardy hay es ke qadam

zamee-n ki dhool say wo kitna piyar karta tha

 

 



Pepal ke saeyn may jesy dam lay bhatka raahi

Love Shayari

Pepal ke saeyn may jesy dam lay bhatka raahi

mann kay dawar pay yon bethi hy a kar teri khusbo

 

 



Phool khil jain gay tu es shaks say kam kam milna

Love Shayari

Phool khil jain gay tu es shaks say kam kam milna

esay mosam may mohabat pay zawal ateyn hay



Band kamry sy nikal kar dhondta rehta ho may

Love Shayari

Band kamry sy nikal kar dhondta rehta ho may

dil ke roshandan sy jhanka tha koi ajnabi

 



Abhi pat-jherd ke mosam ka sandesa tu ny aya

Love Shayari

Abhi pat-jherd ke mosam ka sandesa tu ny aya
Magar pholon ki adat hy,Enhy akhir bikharna hy



Toot jata hai to sur aur bhi loo daite hain

Love Shayari

Toot jata hai to sur aur bhi loo daite hain,
Dil jise kehte hain wo saz juda hai sub se.



Tim to shaer ho kateel aur wo ik aam sa shakhs

Love Shayari

Tim to shaer ho kateel aur wo ik aam sa shakhs,
Us ne chaha bhi tumhen aur jataea bhi nahin.



Pehle us me aik aada thi naaz tha andaaz tha

Love Shayari

Pehle us me aik aada thi naaz tha andaaz tha,
Rothana abb to teri aadat me shamil ho gea ha.



Band pinjroon me parindoon ko daikha

Love Shayari

Band pinjroon me parindoon ko daikha hai kbhi,
Aise sisakte mohabat ke mujrim nahi dekhe..



mein or us ko bhool jaon

Love Shayari

mein or us ko bhool jaon,kaisi batain kertay ho
Sorat to phir sorat hay,wo naam b pyara lagta hay



Pehli Mulaqaat

Love Shayari

Pehli Mulaqaat Thi Aur Hum Dono He Be Bass Thay
Wo Zulfain Na Sambhal Paye Aur Hum Khud Ko …..

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Love Shayari.



Search Urdu Poetry



RSS Shayari

  • Jo mere sawal ka jawab dega wo ghr ja skta hy February 3, 2012
    Teacher: Jo mere sawal ka jawab dega wo ghr ja skta hy., Pathan ne foran apna bag khirki se bahir phenka.. Teacher: Ye bag kis ne phenka hai..??? ; , Pathan: Main ne ….. yahooo.. … Chutti Teacher shocked… : … […]
  • dhoop khatioon ma utr kar zafraani ho gayee February 3, 2012
    dhoop khatioon ma utr kar zafraani ho gayee sarmay ashjaar ki poshaak dhaani ho gayee jaisay jaisay umr bhigi sado poshaaki gayee soot peela, shart niili , taayee dhaani ho gayee is ki ardo main ab bhi maghrabhi lahjaa mila kaalay baalon ki rangat zaafaraani ho gayee saanp k bosay ma kaisa pyaar tha k faatahaa phr phraa kr ek sadaaya aasmaani ho gayee narm t […]
  • sardion ki udas ratoon main February 3, 2012
    sardion ki udas ratoon main Sawan Ki Bheegi Shamoon Main Hum Khoye Khoye Say Rehty Hain Tumhari Haseen Yadon Main Jub Say Tum Bichry Ho Hum Tum Ko Yad Kertay Hain Ker K Yad Tumhari Soorat Ahain Ab Hum Bhartay Hain Tumhari Di Hoi Her Ik Shay Sanbhal K Ab Hum Rakhtay Hain Ja Ja K Un Glion Main Hum Tumahin Talash Kertay Hain Tumhary Peechay Duniya Chori Majnoon […]
  • Sauda Hamara Kabhi Bazaar Tak Nahi Pohncha February 3, 2012
    sauda hamara kabhi bazaar tak nahi pohncha ishq tha jo kabhi izhaar tak Nahi pohncha yun tu guftagoon bohut huwe unse phir bhi silsila kabhi yeh pyaar tak nahi pohncha jaane kaise ho gaya waakif tamaam shehar daastan-e-ishq yun tu kabhi akhbaar tak nahi pohncha shartein ek dusare ki manzoor thi yun tu par masauda hamara kabhi qaraar tak nahi pohncha gahrayi […]
  • apnay markz ki taraf maail parwaaz tha husn February 3, 2012
    apnay markz ki taraf maail parwaaz tha husn bhoolta hi nahi aalam teri angraae ka … […]
  • naheen aati to yaad inki maheenon tak nahi aati February 3, 2012
    naheen aati to yaad inki maheenon tak nahi aati mgr jab wo yaad aatay hain to aksar yaad aatay hain … […]
  • ada hai shart, bnaawat bhi ltf daiti hai February 3, 2012
    ada hai shart, bnaawat bhi ltf daiti hai wo hud bhi rooth gaya hain mujhe hafa kar k … […]
  • tujhay to waada-e-deedaar hum say karna thaahum February 3, 2012
    tujhay to waada-e-deedaar hum say karna thaa yeh kya kiya k jahaan ko umeed-waar kiyaa … […]
  • raah mazmoon taaza bnd nahi February 3, 2012
    raah mazmoon taaza bnd nahi taqiamat khula hai baab – e sukhan … […]
  • shaam bhi thi dhowaan dhwaan, hsn bhi tha udaas udaas February 3, 2012
    shaam bhi thi dhowaan dhwaan, hsn bhi tha udaas udaas dil ko kaeen kahaniaan yaad si aagayeen … […]