Dard Bhari Shayari

Ranjish.com has lots of Urdu Dard Bhari Shayari Poetry. Feel free to add your own Dard Bhari Shayari Shayari here.

Dard Bhari Shayari Collection

Dard Bhari Shayari is enriched with unhappiness, sorrowness and deep distress. People read Dard Bhari Shayari when they are hugely upset. This unhappiness can be of any kind, reading Dard bhari shayari makes us all feel a little better.



Panyon ki nazar ho jata ho khud kagaz ki kashti ki tarah

Dard Bhari Shayari

Panyon ki nazar ho jata ho  khud kagaz ki kashti ki tarah

jis tarah phir moj lay jati hy muje ko us taraf behta ho may

 

 



Palat ke any wala shaks koi or hota hy

Dard Bhari Shayari

Palat ke any wala shaks koi or hota hy

bichardny waly tu loot ke aya nay jata

 



Pehly to sary ghar may esy dhondti rahi

Dard Bhari Shayari

Pehly to sary ghar may esay dhondti rahi

phir mery sath sisakny lagi raat

 



Phard phrdata hy jo din raat mery seny may

Dard Bhari Shayari

Phard phrdata hy jo din raat mery seny may

ab yahi ek parinda hy reha karny ko

 



Bikhar raha hy fizaon may shor-e tanhai

Dard Bhari Shayari

Bikhar raha hy fizaon may shor-e tanhai

utar rahi hy ajab khamoshi darichon sy

 



Bunyad rakho tu koi bunyad hy dushman

Dard Bhari Shayari

Bunyad rakho tu koi bunyad hy dushman

dewar uthata ho tu dewar mukhalif

 



Ankhe udas tash ke paty thy hat may

Dard Bhari Shayari

Ankhe udas tash ke paty thy hat may

kherat ki tarah meri taqdeer bat gy



Admi par wo karda waqt bhi ata hy ke jab

Dard Bhari Shayari

Admi par wo karda waqt bhi ata hy ke jab

sans leny may pas dewar qafs jata hy



En angno may hay Barso sy ek sy din raat

Dard Bhari Shayari

En angno may hay Barso sy ek sy din raat
Yahi ruka howa lamha har ek makan may hy



Uthy tu sary zamany ki ban gy awaz

Dard Bhari Shayari

Uthy tu sary zamany ki ban gy awaz
Dabye tu abro apni dabo gy alfaz


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Dard Bhari Shayari.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari