Dard Bhari Shayari

Ranjish.com has lots of Urdu Dard Bhari Shayari Poetry. Feel free to add your own Dard Bhari Shayari Shayari here.

Dard Bhari Shayari Collection

Dard Bhari Shayari is enriched with unhappiness, sorrowness and deep distress. People read Dard Bhari Shayari when they are hugely upset. This unhappiness can be of any kind, reading Dard bhari shayari makes us all feel a little better.



Qaem rahi janon me bhi ik wazah ehtiyat

Dard Bhari Shayari

Qaem rahi janon me bhi ik wazah ehtiyat,
Dil khon ho gea hai magar ankh naam nahin.



Qadam ghar me rakhate hi gfhael hoa

Dard Bhari Shayari

Qadam ghar me rakhate hi gfhael hoa,
Gire toot kar muj pe diwar o dar.



Fariad ik shor hai ahang k beghair

Dard Bhari Shayari

Fariad ik shor hai ahang k beghair,
Nala matah e dard sahi koi lie to ho.



Fakia e sheher ne tohmat lagai saghar par

Dard Bhari Shayari

Fakia e sheher ne tohmat lagai saghar par,
Ye shakhs dard ki dolat ko alam karta hai.



Faseel e jisam pe taza laho k chente hain

Dard Bhari Shayari

Faseel e jisam pe taza laho k chente hain,
Hadod e waqt se age nikal gea hai koi.



Ghanimat hai k is dard e hawas me

Dard Bhari Shayari

Ghanimat hai k is dard e hawas me,
Tera milana bahot dushwar bhi hai.



Asharat e qatra hai darya me fana ho jana

Dard Bhari Shayari

Asharat e qatra hai darya me fana ho jana,
Dard ka had se guzarna hai dawa ho jana.



Arsa e umer me kia kia na rutain ain magar

Dard Bhari Shayari

Arsa e umer me kia kia na rutain ain magar,
Koi thehri na yahan dard k mosam ki tarah.



Zolam kar k wo sub se pochata hai

Dard Bhari Shayari

Zolam kar k wo sub se pochata hai,
Is tarah dil ka sakhan bhi hai koi.



Zulam chop chap sahe jao ge akhir kab tak

Dard Bhari Shayari

Zulam chop chap sahe jao ge akhir kab tak,
Ae asiran e qafas mohn me zaban hai k nahin.


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Dard Bhari Shayari.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari