Abul Kalam Azad

Ranjish.com has lots of Urdu Abul Kalam Azad Poetry. Feel free to add your own Abul Kalam Azad Shayari here.

Abul Kalam Azad Collection

Abul Kalam Azad Abul Kalam Azad
1888-1958

Abul Kalam Azad was born in Mecca. His real name was Abul Kalam Ghulam Muhiyuddin. Maulana Azad is considered one of the greatest Urdu writers of the 20th century in both India and Pakistan. His most prominent work was published as “Ghubar-e-Khatir”.
Ranjish.com is the best place to read Abul Kalam Azad poetry.



In shokh haseenon ki adaa aur hi kuch hai..

Abul Kalam Azad

In shokh haseenon ki adaa aur hi kuch hai,
Aur in ki adaaon main maza aur hi kuch hai,

Yeh dil hai magar dil main bassa aur hi kuch hai,
Dil aayina hai jalva-numa aur hi kuch hai,

Hum aap ki mehfil main na aaney ko na aate,
Kuch aur hi samjhe they hua aur hi kuch hai,

Be-khud bhi hain hoshiyar bhi hain dekhne wale,
In mast nigaahon ki adaa aur hi kuch hai..


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Abul Kalam Azad.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari