Akhtar Ansari

Ranjish.com has lots of Urdu Akhtar Ansari Poetry. Feel free to add your own Akhtar Ansari Shayari here.

Akhtar Ansari Collection

akhtar ansari poetry Akhtar Ansari
1909-1988

Akhtar Ansari was a famous poet known for his emotional poetry. He studied BA at Delhi University but later had to struggle to continue his studies because of his fathers illness. At Ranjish.com, you will be able to enjoy Akhtar Ansari Poetry.



Yaad-e-maazi azaab hai ya rab..

Akhtar Ansari

Yaad-e-mazi azaab hai ya rab

Seena khoon se bhara hua mera,
Uff yeh bd-mast mai-kada mera,

Na-rasaayi pe naaz hai jis ko,
Haaye woh shoq na-rasaa mera,

Ishq ko muu dikhaaon ga kyun-kar,
Hijr main rang urr geya mera,

Dil gham-deeda pr khudaa ki maar,
Seena aahon se chhal geya mera,

Yaad ke tand-o-taiz jhonkay se,
Aaj har daagh jal utha mera,

Yaad-e-maazi azaab hai ya rab,
Cheen le mujh se haafza mera,

Minat-e-chargh se barii hoon main,
Na hua jeetay jee bhala mera,

Hai bara shughal zindagi akhtar,
Poochte ho kya mashghala mera..


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Akhtar Ansari.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari