Firaq Gorakhpuri
Ranjish.com has lots of Urdu Firaq Gorakhpuri Poetry. Feel free to add your own Firaq Gorakhpuri Shayari here.Firaq Gorakhpuri Collection
![]() |
Firaq Gorakhpuri 1896-1982 |
Firaq Gorakhpuri was born in 1896. Mash’aal and Rooh-e-Kaayenaat are two of his famous poetry books. His real name was Raghupati Sahay but he chose to use Firaq Gorakhpuri as his pen name.
Ranjish.com is the ultimate place to find and read Firaq Gorakhpuri Poetry in both text and image form.
Gharzz ke kaatt diye zindagi ke din aey dost..
Firaq Gorakhpuri
Gharzz ke kaatt diye zindagi ke din aey dost,
Woh teri yaad main ho, ya tujhe bhulaane main..
Ab to un ki yaad bhi aati nahin..
Firaq Gorakhpuri
Tum mukhaatib bhi ho qareeb bhi ho..
Firaq Gorakhpuri
Tum mukhaatib bhi ho qareeb bhi ho,
Tum ko dekhen ke tum se baat karen..
Aaye they hanste khailte mai-kade main..
Firaq Gorakhpuri
Ab aa gaye hain aap to aata nahi hai yaad..
Firaq Gorakhpuri
Ab aa gaye hain aap to aata nahi hai yaad,
Warna kuch hum ko aap se kehna zaroor tha..
Yeh bhi sach hai koi ulfat mein pareshan kyun ho..
Firaq Gorakhpuri
Yeh bhi sach hai koi ulfat mein pareshan kyun ho,
Yeh bhi sach hai koi kyun kar na pareshan ho jaye..
Phir aaj ashk se ankhon mein kyun hain aye..
Firaq Gorakhpuri
Phir aaj ashk se ankhon mein kyun hain aye huye,
Guzar geya hai zamaana tujhe bhulaaye huye..
Ab to un ki yaad bhi aati nahin..
Firaq Gorakhpuri
Ab to un ki yaad bhi aati nahin,
Kitni tanha ho gayin tanhaayiyan..
Ab aa gaye hain aap to ata nahin hai yaad..
Firaq Gorakhpuri
Ab aa gaye hain aap to ata nahin hai yaad,
Warna kuch hum ko aap se kehna zaroor tha..
Aayi hai kuch na puch qayamat kahan kahan..
Firaq Gorakhpuri
Advertisements
We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Firaq Gorakhpuri.