Moin Ahsan Jazbi

Ranjish.com has lots of Urdu Moin Ahsan Jazbi Poetry. Feel free to add your own Moin Ahsan Jazbi Shayari here.

Moin Ahsan Jazbi Collection

Moin Ahsan Jazbi
1912-2005

Moin Ahsan Jazbi was a prominent Urdu Poet. He was famous for his Popular ghazal “Marne ki duyaen kyun maangoon”.
At Ranjish.com, you can read all the best Moin Ahsan Jazbi Poetry.



Maine chaaha bhi magar tum ko bhulaya na geya..

Moin Ahsan Jazbi

Daagh-e-gham dil se kisi tarah mittaya na geya,
Main ne chaha bhi magar tum ko bhulaya na geya,

Umar bhar yuun to zamaane ke masaayeb jhailay,
Teri nazron ka magar haar uthaya na geya,

Roothne wale se itna koi ja kar puuche,
Khud hi roothay rahe ya hum se manaya na geya,

Us ne is tarah mohabbat ki nigaahen daali,
Hum se duniya ka koi raaz chupaaya na geya,

Thi haqeeqat main wohi manzil-e-maqsad jazbi,
Jis jagah tujh se qadam agay barrhaya na geya..


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Moin Ahsan Jazbi.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari