Ghulam Muhammad Qasir

Ranjish.com has lots of Urdu Ghulam Muhammad Qasir Poetry. Feel free to add your own Ghulam Muhammad Qasir Shayari here.

Ghulam Muhammad Qasir Collection

Ghulam Muhammad Qasir Ghulam Muhammad Qasir
1944-1999

Ghulam Muhammad Qasir was a famous Urdu poet from Khyber Pakhtoonkhwa, Pakistan. He was known to be one of best modern poets of Ghazal Poetry. Ghulam Muhammad Qasir worked as lecturer of Urdu in various colleges.
Ranjish.com is the best place to read Ghulam Muhammad Qasir’s poetry.



Karoon ga kya jo mohabbat main ho geya nakaam..

Ghulam Muhammad Qasir

Karoon ga kya jo mohabbat main ho geya nakaam,
Mujhe to aur koi kaam bhi nahin ata..



Kashti bhi nahin badli dariyaa bhi nahin badla..

Ghulam Muhammad Qasir

hai shauq-e-safar aesa

Kashti bhi nahin badli dariyaa bhi nahin badla,
Aur doobne walon ka jazbaa bhi nahin badla,

Tasveer nahin badli sheesha bhi nahin badla,
Nazren bhi salaamat hain chehra bhi nahin badla,

Hai shauq-e-safar aisa ik umar se yaaron ne,
Manzil bhi nahin paayi raasta bhi nahin badla,

Bekaar geya ban main sona mera sadiyon ka,
Iss sheher main to ab tak sikka bhi nahin badla,

Be-samt havaaon ne har lehr se saazish ki,
Khaawbon ke jazeere ka naqsha bhi nahin badla..



Karoon ga kya jo mohabbat main ho geya nakaam..

Ghulam Muhammad Qasir

karoon ga kya agar mohabbat main ho geya nakaam
Karoon ga kya jo mohabbat main ho geya nakaam,
Mujhe to aur koi kaam bhi nahin aata..


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Ghulam Muhammad Qasir.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari