Noon Meem Rashid

Ranjish.com has lots of Urdu Noon Meem Rashid Poetry. Feel free to add your own Noon Meem Rashid Shayari here.

Noon Meem Rashid Collection

Nazar Muhammad Rashid, also known as Noon Meem Rashid was born in Alipur Chattha District Gujranwala, Punjab. N.M Rashid was an influential poet of modern urdu poetry. We bring you the best Noon Meem Rashid Poetry to read and enjoy.

Noon Meen Rashid Noon Meem Rashid (Nazar Muhammad Rashid)
1910-1975


Nidamat ke charaaghon se badal jaati hain taqdeerain..

Noon Meem Rashid

nidamat ke ansu

Nidamat ke charaaghon se badal jaati hain taqdeerain,
Andheri raat ke aansu khuda se baat karte hain..



Hasrat-e-intezar-e-yar na pooch..

Noon Meem Rashid

Hasrat-e-intezar-e-yar na pooch,
Haaye woh shiddat-e-intezaar na pooch,

Rang-e-gulshan dam-e-bahaar na pooch,
Wehshat-e-qab-e-be-qaraar na pooch,

Sadma-e-andaleeb-e-zaar na pooch,
Talkh anjaami-e-bahaar na pooch,

Ghair par lutf main rahin-e-sitam,
Mujh se aayina-e-bazm-e-yaar na pooch,

De diya dard mujh ko dil ke iwazz,
Haaye lutf-e-sitam-shiaar na pooch,

Phir hui yad-e-mai-kashi taaza,
Masti-e-abr-e-nau-bahaar na pooch,

Mujh ko dhoka hai taar-e-bistar ka,
Na-tavani-e-jism-e-yar na pooch,

Main hoon na-aashna-e-vassl hunuuz,
Mujh se kaif-e-visal-e-yar na pooch..


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Noon Meem Rashid.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari