Aansoo Shayari

Ranjish.com has lots of Urdu Aansoo Shayari Poetry. Feel free to add your own Aansoo Shayari Shayari here.

Aansoo Shayari Collection

Aansoo means Tears, So this is another unhappy form of Urdu poetry. Aansoo shayari is loved by people who are depressed and are in tears. Aansoo shayari is a popular topic in urdu poetry.



Zabat e gham abb to pathar kar dia warna faraz

Aansoo Shayari

Zabat e gham abb to pathar kar dia warna faraz,
Daikhta koi k dil k zakham jab ankhon me the.



Zabat se ehad bhand rakha tha

Aansoo Shayari

Zabat se ehad bhand rakha tha,
Aur phir bhi bikhar gae ansu.



Sehra e gham e jaan me bagolon se bacha kon

Aansoo Shayari

Sehra e gham e jaan me bagolon se bacha kon,
Mit jaen ge ae dost tere naqash e qadam bhi.



Sirf chehre ki udasi par ae ansuu

Aansoo Shayari

Sirf chehre ki udasi par ae ansuu,
Dil ka alam to abi app ne daikha hi nahin.



Subhah jab jage thakawat se badan tha chor chor

Aansoo Shayari

Subhah jab jage thakawat se badan tha chor chor,
Raat bhar khawabon k jangal me safar karte rahe.



Saif ye din to qiyamat ki tarah guzara hai

Aansoo Shayari

Saif ye din to qiyamat ki tarah guzara hai,
Jane kia baat thi har baat par rona ae.



Sabab har aik muj se pochata hai mere rone ka

Aansoo Shayari

Sabab har aik muj se pochata hai mere rone ka,
Ellahi sari dunia ko me kaise razdan kar lon.



Ragon me dorte phirne k hum nahin qael

Aansoo Shayari

Ragon me dorte phirne k hum nahin qael,
Jab ankh hi se na tapka to phir laho kia hai.



Rat k sath hoa khatam sitaron ka safar

Aansoo Shayari

Rat k sath hoa khatam sitaron ka safar,
Apne ashakon ki bhi abb shamah bhojha di jae.



Raat bhar ankhon me us ka mar marain pekar raha

Aansoo Shayari

Raat bhar ankhon me us ka mar marain pekar raha,
Chandani k jalmalane me namo us ki bhi thi.


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Aansoo Shayari.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari