Dukhi Shayari

Ranjish.com has lots of Urdu Dukhi Shayari Poetry. Feel free to add your own Dukhi Shayari Shayari here.

Dukhi Shayari Collection

Dukhi Poetry is poetry on sorrowness and grieving. Urdu Dukh Shayari is hugely loved in pakistan. We have lots of Dukh Poetry and Dukhi Shayari for you to read and enjoy.



Chehre badal badal k muj se mil rahe hain log

Dukhi Shayari

Chehre badal badal k muj se mil rahe hain log,
Itna bura soloq meri sadagi k sath.



Jo sunai anjaman me shab e gham ki app beti

Dukhi Shayari

Jo sunai anjaman me shab e gham ki app beti,
Kai ro k muskurae kai muskura k roe.



Juda hoe han bahot log aik tum bhi sahi

Dukhi Shayari

Juda hoe han bahot log aik tum bhi sahi,
Aab itni bat pe kia zindagi haram karain.



Tapke ga lahoo aur mere dida e tar se

Dukhi Shayari

Tapke ga lahoo aur mere dida e tar se,
Dharke ga dil e khana kharab aur ziada.



Totate sitare ko daikh kar kheal aea

Dukhi Shayari

Totate sitare ko daikh kar kheal aea,
Jaan se guzarne ka marhala bhi rehta hai.



Tumhen na apne rawaye pe sharam ane lagi

Dukhi Shayari

Tumhen na apne rawaye pe sharam ane lagi,
Hamare hall e zabon par nazar nahin karna.



Tere beghair kisi chez ki kami to nai

Dukhi Shayari

Tere beghair kisi chez ki kami to nai,
Tere beghair tabiyat oddas rehti hai.



To hai soraj tujhe malom kahan raat ka dukh

Dukhi Shayari

To hai soraj tujhe malom kahan raat ka dukh,
To kisi roz mere ghar me utar sham k bad.



Phool khoshboo chaman chand tare saba

Dukhi Shayari

Phool khoshboo chaman chand tare saba,
Sare sathi wo hum se khafa kar gea.



Pokarti hain farsatain kahan gaen wo sohbatain

Dukhi Shayari

Pokarti hain farsatain kahan gaen wo sohbatain,
Zameen nigal gai unhen ke asman kha gea.


Advertisements

We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Dukhi Shayari.



love shayari romantic shayari sad shayari nazam shayari