Aansoo Shayari
Ranjish.com has lots of Urdu Aansoo Shayari Poetry. Feel free to add your own Aansoo Shayari Shayari here.Aansoo Shayari Collection
Aansoo means Tears, So this is another unhappy form of Urdu poetry. Aansoo shayari is loved by people who are depressed and are in tears. Aansoo shayari is a popular topic in urdu poetry.
Tumhe to zabt-e-mohabbat ka itna daava tha
Aansoo Shayari
Tumhe to zabt-e-mohabbat ka itna daava tha,
Yeh ashkk kese teri aankh se dhalak aaya..
Kab Tak Raho Ge Aakhir Yoon Door Door Hum Se?
Aansoo Shayari
Kab Tak Raho Ge Aakhir Yoon Door Door Hum Say?
Milna Paray Ga Aakhir Ek Din Zaroor Hum Say..!
Daman Bichaane Walay Ye Be-Rukhi Hai Kesi?
Keh Do Ager Hua Hai Koi Qasoor Hum Say..!
Hum Cheen Lenge Tumse Ye Shan-e-Benayazi,
Tum Mangte Phiro Gay Apna Garoor Hum Say…!!
Zara se jabr se main bhi to toot sakti thi
Aansoo Shayari
Aik Ashk Ki Qeemat Ho Agr Aik Hi Paisa
Aansoo Shayari
Aik Ashk Ki Qeemat Ho Agar Aik Hi Paisa,
To Suno, Tum Lakhon Ke Maqrooz Ho Mery..!!
Ajnabi logon mein ho tum aur itni door ho
Aansoo Shayari
Ajnabi logon mein ho tum aur itni door ho,
Aik uljhan si raha karti hai rozaana humain..
Jis khof say milny nahi ata tha wo mujh se
Aansoo Shayari
Jis khof say milny nahi ata tha wo mujh say,
Iss dar say meri mout pay roya bhi nahi tha..
Khwaab Aankhon Mein Chubho Ker Dekhoon..
Aansoo Shayari
Khwaab Aankhon Mein Chubho Ker Dekhoon,
Kaash Main Bhi Kabhi So Ker Dekhoon.
Shayed Ubhre Teri Tasveer Kaheen,
Main Teri Yaad Mein Ro Ker Dekhoon..
Umer Kaati Teri Furqat Mein Bahaatay Aansuu
Aansoo Shayari
Umer Kaati Teri Furqat Mein Bahaatay Aansuu,
Yun Ujray Howay Rehna Meri Aadat Nikli…
Mera dil udas kyun hai..
Aansoo Shayari
Jo zara kisi ne chera chalak jaynge aansu,
Mujhse koi na pucho mera dil udas kyun hai.
Tumhara naam likhane ki ijazat chin gai jab se
Aansoo Shayari
Tumhara naam likhane ki ijazat chin gai jab se
Koi bhi lafaz likhata hon to ankhen bheeg jati hain
Advertisements
We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Aansoo Shayari.